Mera Jeevan Koraa Kaagaz

shweta singh
0
G F G
meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa
G C G
jo likhaa thaa aa aa

G C D G
jo likhaa thaa aa.Nsuo.n ke sa.ng bah gayaa

G
meraa jiivan ...

G
ik havaa kaa jho.nkaa aayaa
C
TuuTaa Daalii se phuul
G
TuuTaa Daalii se phuul
G
naa pavan kii naa chaman kii
C
kisakii hai ye bhuul
G
kisakii hai ye bhuul
G C G
kho gaI ee ee
G C D G
kho gaI khushabuu havaa me.n kuchh na rah gayaa
G
meraa jiivan ...




u.Dte pa.nchhii kaa Thikaanaa
meraa na koii jahaa.N
naa Dagar hai naa khabar hai
jaanaa hai mujhako kahaa.N
ban ke sapanaa hamasafar kaa saath rah gayaa
meraa jiivan ...

dukh ke andar sukh kii jyotii
dukh hii sukh kaa GYaan
dard sah ke janm letaa
har koii inasaan
vo sukhii hai jo khushii se dard sah gayaa
meraa jiivan ...

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)