chords for Rote hue from Muquaddar ka sikandar

shweta singh
0
chords for Rote hue from Muquaddar ka sikandar



Am----------------------F------------G-----Am
rote hue aate hain sab hansata hua jo jaaega
G--------------------F-------G--------------Am
vo muquaddar kaa sikandar jaaneman kahalaaegaa



Am----C-------Am-------C-----Am--C---F----Am
vo sikandar kyaa tha jisne zulm se jita jahan
Am-------C----Am---C------Am----C-----F----Am
pyar se jeete jo dilon ko vo jhukaa de aasmaan


Am---------G-----------F-------------G----Am
jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaaegaa
G F G Am
vo muquaddar kaa sikandar jaaneman kahalaaegaa


zindagi to bewafa hai ek din thukraegi
maut mehbooba hai apne saath lekar jaaegi
mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhalaegaa
vo muquaddar ka sikandar jaaneman kahalaaegaa

hamne maanaa ye zamaana dard ki jaagir hai
har kadam pe aansuon ki ek nai zanzir hai
aae din par jo khushi ke geet gaata jayega
vo muquaddar kaa sikandar jaaneman kahalaaegaa
Tags

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)